Vishveshvara Darshana
Dhanashri - Swaati Tirunaal
Pallavi - staayi
Vishveshvar darsan kar cal man tum kasi
Anupallavi
Vishveshvara darsan jab kinho bahu prema sahit
Kati karuna nidhan janan marana phasi
Antara 1
Bahti jinki puri mo ganga pay ke saman va ke tat ghat ghat bhar rahe sanyasi
Antara 2
Bhasma ang bhuj trishul ur me lase nag mal girija ardhang dhare tribhuvan jin dasi
Antara 3
Padmanabh kamalanayan trinayan shambhu mahesh bhaj le in do svarup rahiye avinashi