Suno Sakhi
Behag - Swaati Tirunaal
Pallavi
Suno sakhi meri man ki darda ri
Charanam 1
jab phitimem rang-mahal me sej palang par tadke jati
Charanam 2
bela cameli dauna maruva campayi gulab ki har banati
Charanam 3
jaise jal bin tarasat panchi taras rahi mero piya bin chati
Charanam 4
sovat nahin lage gori nidra bic bic piya hu bulati
Charanam 5
nisi din bhar cova re candan atar aragaja ang lagati
Artists