Sune ri maine nirbal ke balaram Picchli sakh bharun santan ki ade samvare kam Jab lagi gaj bal apno baratyo nek sarayo nahin kam Nirbal hain balaram pukaryo aye adhe nam Drupad suta nirbal bhayi vasan rup maye syam Ap bal tap bal aur bahu bal cauthi hain bal dam Sur kishor krupati sab bal hare ko hari nam