Sumaran Kar
Sindhubhairavi - Swaati Tirunaal
Pallavi
Sumaran kar jadunath hari ke vas kiyo jin dharma dari ke
Charanam 1
ek ksan me kete patit sidhare pyare pipa tare sudama tare besava tare ajamila nyare
Charanam 2
min kaccu sukar narahari prabhu vamanarupa balimad hare
Charanam 3
shiva sanakadika aja brahmadika jinaku nis din man me dhare
Sat rat bhar girivar dharo so manmohan nanda dulare
Charanam 4
bhaj le ramakrsna madhusudan purusottam brajraj murare
Jambavat rakhe adham udharan padmanbh prabhu nath hamare
Artists