Nihsima Vyoma

Suddhaananda Bhaarati
Lyrics
Language: English



Charanam 1

nihsima vyoma chatraki chayamen surya candrki prakrtik jyotimen

Charanam 2

samasta jivki priya pranadayini vayumen paksa padki chayatak nahin dekhi hamne kahin

Charanam 3

uttara daksin purva aur pascim hai vartula vyomaki paridiki bhanti mayurke bahu varna pankonki bhanti

Charanam 4

mangala maya bheri bajatehuve age badhen vishala sansarame sukhmaya jivan stapit karen

Artists