Jai Jai Devi
Yamankalyan/Durga - Swaati Tirunaal
Pallavi
Jaya jaya devi jai jai janani jai jai sarasvati mayi
Charanam 1
jai jai bhavani jai sharvani jai tribhuvan sukhdayi
Tero hi maya anant apar ayara jaku koyi nahi payi
Charanam 2
hasta kamal mo bin viraje janen sab sur gayi
Dusaro hath virajat pustak ved shruti upjayi
Charanam 3
tero re rup bhayo sab vidya sur aur carann manayi
Padmanabh prabhu caran saruruh sevak ke man bhayi
Artists