Isa Tan Dhanki (Bhajan)

Kabir
Lyrics
Language: English

Isa tan dhanki kaun badhayi dekhat naino me matti milayi
Apne khatar mahal banaya ap hi jagar jangal soya
Had jale jaisi ladki ki moli bal jale jaisi ghas ki puli
Kahat kabira sun bhai guniya ap muye piche dub gayi duniya