Bit gaye din (bhajan)

Kabir
Lyrics
Language: English

Bit gaye din bhajan bina re
Bal avastha khel ganvayo jab javani tab man ghana re
Nahi karan mul ganvayo aj hun na gayi man ka tusna re
Kahat kabira suno bhai sadho par atar gaye sant jana re