Akhiyan hari darshan ki pyasi Dekhyo cahat kamal nainko nis din rahat udasi Kesar tilakki motiyan ki mala vrndavan ki vasi Neh lagay tyagi gaye trn sam dari gaye gal phansi Kahu ke manki ko janat ligan ke man hansi Prabhu surdas tumhare daras bin laiho karvat kasi